Mukhyamantri Mahila Rozgar Yojana 2025-Apply Now
Mukhyamantri Mahila Rozgar Yojana 2025-Apply Started
Ye Yojana Ka Sanchalan Bihar Jeevika Ke Dwara kiya jayega. Is Yojana ka labh Lene ke Liye Self Help Group(SHG) se Judna Anivaarya kiya gya hai
Bihar Sarkar Ne Mahilaon Ke Sashakti karan Aur Aatmanir bharta ki disha mein ek bada kadam uthaya hai. Mukhyamantri Nitish Kumar ne Ghoshna ki hai ki September 2025 se Rajya ki Mahilaon ke khate mein Rozgar Hetu Rs.10,000 ki Aarthik sahayata di jayegi.
Is Yojana ka naam “Mukhyamantri Mahila Rozgar Yojana” Rakha Gaya hai . Hum Aapko is bharti ke baare mein Important Information Denge, Jisme Importants Date,Eligibility Criteria, Application Process And Other Information Shamil Hai
Table of Contents
Mukhyamantri Mahila Rozgar Yojana 2025-Apply Started
Mukhyamantri Mahila Rozgar Yojana 2025-Apply Form
Yojana Name | Information |
Kiske Liye ye Yojana hai | Mahilaon Ke Liye |
Age Limit | 18-60 Years |
Apply Starting Date | 01 September 2025 |
Apply Last Date | N/A |
Aarthik Help (First Instalment) | Rs.10,000 |
Aatrik Help | 02 Lakh Rupya tak (6 Mahina Baad) |
Online Process | Online (Udhyog vibhag And Samaj kalyan Vibhag ke madhayam se ) |
Profit | Mahilaon Ko Rozgar, Aatamnirbharta Aur Bajar Suvidha |
Mukhyamantri Mahila Rozgar Yojana 2025-Apply Started
Yojana ki Mukhya Baatein
1. Har Parivar ki Ek Mahila ko Apni Pasindita Rozgar Suru karne ke liye Rs.10,000 ki First Instalment kist di jayegi 2. Aawedan Parkriya Offline Hogi aur iska Sanchalan garamin vikash (Jeeviaka) And nagar Aawsa vibhag milkar karenge 3. September 2025 se Eligible candidates ke Bank Account Mein Rashi DBT ke through se bheji jayegi 4. Safal Rozgar Chalane par 6 Mahine Baad 2 Lakh Rupya diya Jayega 5. Garamin Aur Sahri jagaho main Mahilaon ke Utpado ki Bikri Hetu HOT-BAJAR bhi Bikshit kiye jayenge |
Mukhyamantri Mahila Rozgar Yojana 2025-Apply Started
Profit
1. Mahilaon Ko Rozgar ka Awsar Milega 2. Parivaar ke Income Main Increament Hogi 3.Savrozgar And Udhmita ko badhawa Milega 4. Garamin Aur sahro astar par Rozgar ke new Awsar khulega |
Mukhyamantri Mahila Rozgar Yojana 2025-Eligibility Criteria
1. Mahila Bihar Ki Niwasi Honi Chahiye 2. Aadhar Card Main BIhar ka Address Hona Chahiye 3. Mahila Rozgar karne ke liye Ready ho 4. Mahila khud ya uske pati sarkari Naukri main nhi honi chahiye 5.Aaykar datta nhi honi chahiye |
Mukhyamantri Mahila Rozgar Yojana 2025-Age Limit
Minimum Age | 18 Years |
Maximum Age | 60 Years |
You May Also Check :-MPESB 5 POST RECUIRMENT 2025 |
Mukhyamantri Mahila Rozgar Yojana 2025-Important Document
1.Aadhar Card 2.Mobile Number 3.Niwash 4.Passport Size Photo 5.Passbook |
Apply kaise karna hai is Video Ko Dekho
Mukhyamantri Mahila Rozgar Yojana 2025-Selection Process
Mukhyamantri Mahila Rojgar Yojana 2025 ka Sanchalan Bihar Jeevika ke Dwara kiya jayega . Is Yojana ka labh lene ke liye Self Help Group (SHG) se judna Anivarya hai Sabhi Aavedan ki janch (Scrutiny) ki jayegi Aur sirf Sahi paaye gye Aavedan par hi labh diya jayega Galat Jankari ya Adhura Form Reject kar diya jayega Farzi Aavedan Paye jane par kanooni karwai bhi ki ja sakti hai Is Article Mein Humne is bharti 2025 ke baare mein important jankari di hai . Aur jyada details ke liye official Website par Visit Kare |
Join Our Telegram/ WhatsApp Channel Groups For Updates
Some Important Links
Apply Online Link | Click Here |
Application Form And Notification | Click Here |
Official Website Link | Click Here |
